hmmmm….ok…let me tell you something about “khali dimaag”…….
we all know that…….. khali dimag shaitaan ka ghar hota hai…..hamare pass jab karne ko jyada kuch kaam nahi hota to hum…..tab ya to hum TV dekhte hain……..ya fir news paper magzine dekhte hain…ya fir magzine padte hain…ya jinke pass…girlfreind/boyfriend hotey hai wo apne apne..saathi ke baare mein sochte hain……..bhagwaan ki daya se….hum abhi…saathi ko sochne waali bhayanak dsaha mein nahi pahunchey hain..to hum baaki sab kaam kar lete hain…….
aur baaki sab kaam karte waqt jo vichaar aatey hain mann mein….wo sab hi yahan utaarne ke liye..ye blog banaya hai…….koi pade ya nahi..iss se koi fark nahi padta……mein jinko padwana chahta hu…..uno padwa kar rahunga…….hehehe…….
aaj ke liye itna hi…………..